1 larki or 1 larka apas mai bohat pyar krte the
Larke ne larki ko propose kya
Larki ne larkay se kaha k 3 din mere baghair reh lo bina baat karay bina dekhay to mai tumse shadi karlogi
Larka maan jata hai
3 din baad jab larka ata hai to larki ki death hojati hai
Larki larkay k lye 1 letter chor jati hai
Jis pe likha hota hai k
Jab 3 din mere baghair reh sakte ho to poori zindagi b reh lo. Mai tmhare bina nai reh sakti.
Moral:
Larki nfsiyati thi?