Ibraheem Alah-e-Salam ka waqia
Allah ke naam se jo bara meharban nehayat reham wala hai
(wo Waqia bhi yaad rakhne ke kabil hai) jab (Jazrat)Ibraheem Alahe-e-salam ne apne baap aazar se kaha tha kia tum buton ko mabood qarar dete ho? beshak main to tumhain or tumhare kom ko khuli gumrahi main paata hon() (Hazrat) Ibraheem Alah-e-salam ko hum ne ise tarhan zamin or aasmanon ka nizaam saltanat dekha dia take wo kamil yaqeen karne walon main se jo jaain()