S:17 A:88 & 89

S:17 A:88 & 89
(un sey) keh dijiey ager kahin mil ker koshish kren tmaam jin-o-ins is baat ki k ley aaein koi cheez maanind is quran k tou na la skeyn gey wo iski misl ager-chey ho jaein wo sab aik doosrey k mdad gaar!
Or yqeenun terha terha sey byaan kya hey HUM ney insano k lye is quran mey her qisam ka mazmoon, lekin inkar ker dya (maanney sey) akser insano ney (or na rahey) mger kafir ban ker..!!