Ramadan SMS
Ab To Hum Zero Mettar Bike B Nhi Nikal Sakte
Faraz
.
Mohaly Ki Bachian Kehti Hai Amir Liaquat K Programe Se Laya Hai-
Larkiy0n Ka Ab Apne B/Friend Se Naya Mutalba...
Na Rose Chahye,
Na Chocolate Chahye,
Na Hi Load Chahye,
Sirf
Or
Sirf
.
.
Firdous Ki Lawn Chahye. ('.') Hat ja yar /| | amir liakat __ k program
Me jaraha hn tukka lagane)
Ay Momino!
Tm Pr Rozy Farz kiye gaye Hen Jaisa k Tum se pehli ummaton pr farz kiye gaye thy.
Is liye maro mt, Bijli us waqt bhi nhi thi.
From: K.E.S.C.
Woh Chand
Ka "chamkna"
Woh Masjido
Ka "Sawarna"
Woh Muslmano
Ki "Dhoom" *"Ramzan"* is"Coming Soon"
Woh Sehri
Ka "Maza"
Woh Aftari
Ki "Bhook"
Woh Quran
Ki "Talawat"
Woh Namaz
Ka "Mamool"
Woh Roze
Ki "Barkat"
Woh Roze
Ka "Noor"
"MAHE RAMZAN MUBARAK"
Ramzaan time table is here...
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Sehri before Fajar
And
Iftar at Maghrib
Molve taqrir me:
Wo konsa Waqt hoga jab bhai bhai ka nhi.
Behen behn ki nhi,
maa beti ki nhi,
Bap bete ka nahi
Sub ko apni apni fikar hogi
.
.
.
.
Pathan:
.
Aftari ka waqt.
Happy ramzan in advance
Oh my God roza is touching me...
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Mera mtlb ha
Mujhe roza lg raha ha :-p
.
(MEERA)
Jadeed Tehqeeq Se Pata Chala Hy
Agar Sehri K Baad
16 Ghantay Gehri Neend So Lia Jaye
To..
Iftari Ka Time Ho Jata Hai! )
Kisi zamane me ek badshah hua karta tha uske do bete the ek ka nam Haris bin waleed dosra Nasir bin waleed dono phurtile khubsurat nojawan the jo apne walid k naqshe qadam par chalte or uska hukam mante the iski waja ye thi k unki maa jab intkal kar rahi thi to us ne wasiyat ki k apne bap ka kaha man na or uski hidayt pe chalna,
Ek roz un ke walid ne dono ko bulwaya khud ek kone men beth gaya or dono se kehne laga mere beto ek sawal ka jawab do ge.?
Dono ne kaha ji aba jan bilkul to walid ne kaha ye batao is ramzan men b
"Pepsi 65"
ki hogi ya nahi...?
Ghor s parhne ka shukriya.
SIMPLE and SMALL Commitments for Ramzan
1. Think before speaking - to avoid lie
2. Don't see movies for time passing - Read sentence wise Translation of Holy Quran
3. Don't waste Dua time by opening TV before Iftaar - It's time for acceptance of Dua. Plz remembr me.
4. Avoid anger cum conflict with people - remember you are fasting
May Allah enable us to reap RAMZAN benefits! Aameen!